Posts

AVERAGE STUDENT HI JYADA SUCCESSFUL HOTE HAI

Image
Aaj  Aap jyanege ki, Average students hi jyada successful banta hai. life me.har jagah pe toh no-1 chalata nahi hai, Agar aisa hota toh jo exam me no1 hai na woh  wo har jagah top hota,nahi hai na jo no-1 wale hai na wo Apko dikhege hi nahi, average student hai na, itane jyada kyon successful hote hai Isake baare me jyanege Aaj. toh Aap Ready ho!"   AVERAGE STUDENT HI JYADA SUCCESSFUL HOTE HAI    Sidhi si baat hai,agar bade hokar wireman banana hai, electricion banana hai, chhote hoke kyun sab Bade bade answer likhate ho? Itane answer likhane ki koi jarurat nahi hai,bunk maro school se jo bhi karana hai bada hokar wireman hi banana hai toh electricion par focus karo.bada hokar wireman hi banana  hai toh usaki Upar Focus karo.Aap bachapan se jis chij ke Upar dhyan doge hai na Aage chalakar sabse jyada Aage Usake Andar Aoge.bachapan se hi sawal jawab me dhyan doge na jyada,toh baad me kuch nahi hoga.        toh yeh main points hai average ...

INDIA KE NO.1 AMIR INSAN MUKESH AMBANI KI LIFE SE KYA SIKH MILTI HAI

Image
Aaj Mukesh Ambani India ke No.1 Amir Aadami hai.woh Reliance jaisi badi company ke CEO hai.aur unaka duniyaka sabase mahanga ghar hai jisaki kimmat 4700 crore Rupaye hai. Aap sochate hoge itane bade Aadami ke vichar kaise hoge?.usake liye bhi kuch sapane hoge ya nahi? woh Aadami kisi ko follow karata hoga ke nahi ? toh Janiye Mukesh Ambani ke preranadayi Vichar jo Aapako Inspire kar sakate hai. INDIA KE NO.1 AMIR INSAN MUKESH AMBANI KI LIFE SE KYA SIKH MULTI HAI Mukesh Ambani Biography Born Place : Aden City Yamen age :  19 April 1957 59 year old Children : Isha Ambani,Anant Ambani, Akash Ambani Net worth :21 billion dollar 2015 Mukesh Ambani ke Preranadayi Vichar  1] Mukesh Ambani Apane pita dhirubhai Ambani ko Apana guru manate hai.dhirubhai  manate the keval paiso ke picche bhagane se koi bada bussiness nahi hota.Mukesh Ambani ne bhi isi mantra ko follow kiya hai. 2] bada bussinessman banane ke liye bada sapana dekhana jaruri hai, Mukesh Ambani bhi aisa hi karate hai...

ALIBABA FOUNDER JACK MA KI SUCCESS LIFE SE KYA SIKH MILATI HAI ~ JACK MA SE KYA SIKHE

Image
  ALIBABA FOUNDER JACK MA KI SUCCESS LIFE SE KYA SIKH MILATI HAI ~ JACK MA SE KYA SIKHE "Aaj ham aise Aadmi ke bare me janenge, ki unhone struggle karake 23 billion dollars hasil kiye,woh china ke sabse Amir Aadmi ban gaye unka naam hai jack ma tou are you Ready....!" KFC jab china me Aayi thi. tab wahaper 24 log gaye the Interview dene Un 24 logo ke Andar jack ma bhi the, waha pe interview start hua 23 log finel ho gaye sabko shamil kar diye un 23 logo me jack ma nahi the KFC ne bhi unhe Reject kar diya. jack ma ko job less the woh par Aaj ke time me woh billinior hai na, Unki life se ham Aaj sikhenge ki kya kya chije hai ki ham Apne Andar daal sakate hai,sabse pahale Unka kahana hai ki keep your dream Alive Apne sapane ko hamesha jinda Rakho, mar nahi dena chahiye, ki Adhi Rat ko woh Aa gaya badme us time ho gaya,Apne Sapne hai Usake pichhe hai na pagalo ki tarah pad jao,aisa woh bhi manate hai, par hame hai ki inspiration ke undar raho.aur aisa mahsoos karo ki hamko hai ...

BOLLYWOOD KE BADSHAH SHAHRUKH KHAN KI SUCCESS SE KYA SIKH MILATI HAI

Image
SRK ka kha pr janam hua tha?, khha bada hua, collage kha se kiya kiya, kya kya kiye pakaunga nahi me Aap logoko, Shahrukh khan ki life mai se kya sikh mil sakati hai ,wo kya sochata hai, hamko kya fayda hai, ham kya le sakate hai isake upar ham janege toh Aap Ready ho!'' BOLLYWOOD KE BADSHAH SHAHRUKH KHAN KI SUCCESS SE KYA SIKH MULTI HAI Shahrukh khan biography Birthplace : New delhi India Born           : 2 November 1965  Children     : Aryan khan, Suhana Khan, Abraham Khan Profession  : Actor and Producer   SRK ne Sari Duniya ko kya sikhaya   Shahrukh ka yeh manana hai ki success or failure life ke 2 part hai,dekho kisiki life me full on success nahi rahega, kisiki life mai pura failure nahi rahega,jisaki life mai success ho usako aise hawa me nahi udana chahiye ke mere pass success aa gaya, Ab me yeh karuga,mehnat karate rahana chahiye aur Apne success ko tikana chahiye.aur jiske life me failure hai na usane Apane dimak...